5 Steps — मेरा नाम क्या है Google Mera Naam kya hai

samajvichar
4 min readJun 29, 2021

--

https://www.samajvichar.com/google-mera-naam-kya-hai/
मेरा नाम क्या है Google Mera Naam kya hai

Namaskar dosto kya aap bhi Google se yah sawal karte hain Ki Google मेरा नाम क्या है (mera naam kya hai) Aur uske badle mein Google aapko sahi jawab deta hai ki aapka name kya hai. To Aaj ham aapko batate hain ki aap bhi Google se apna name kaise bulwa sakte hain.

Agar aap bhi google se janna chahte hain ki aapka name kya hai to ham aapko yahan kuchh setting batane ja rahe hain jinhen aapko karni hai uske bad aap Google assistant se puchoge ki Google मेरा नाम क्या है ? (mera naam kya hai google ) to uske reply mein Google aapko aapka name bataega ki aapka name kya hai.

Vaise to bahut mobile mein Google assistant pahle se hi aata hai fir bhi agar aapke phone mein Google assistant nhee hai to aap isko Google Play Store se bhi download kar sakte hain.

Ab yah jante hain Ki Google ko apna Name kaise bataen ?

5 steps mai jante hai google se ki google मेरा नाम क्या है ?

  1. Step — Google ko apna name batane se pahle aapko Google assistant ko download karna hai aur uski setting ko enable karna hai uske bad aapka Google assistant on ho jaega.

2. Step — Jab aapka Google assistant on ho jaaye tab aapko Google se puchna hai ki मेरा नाम क्या है (Google mera name kya hai)

3. Step — Jab aap google se puchenge ki Google mera naam kya hai (गूगल मेरा नाम क्या है) tab Google aapko reply dega ki Google ko aap ka name nahin pata hai aur Google aap se puchega आपका नाम क्या है ? (aapka name kya hai)

4. Step — Jab Google assistant apse apka name puche tab aapko Google ko apna name batana hai uske bad Google assistant aapse name save karne ki permission lega.

5. Step — Aapko Google ko permission de deni hai ki aapka name kya hai iske bad aap jab bhi Google se apna name puchenge to Google aapko aapka name bataega.

Google assistant se puchte hain ki aaj ka temperature kya hai ?

https://www.samajvichar.com/google-mera-naam-kya-hai/

Dekho jaisa ki humne Google assistant se puchha aaj ka temperature kya hai Google to Google ne humko aaj ka temperature bade hi aaram se bta diya ki aaj ka temperature kya hai.

Google assistant ki madad se aap ek jagah se dusri jagah ki duri bhi Jaan sakte hain ?

https://www.samajvichar.com/google-mera-naam-kya-hai/

To dosto aapne image mai dekha google assistant ne hamko kitni ache se jankari di. Google assistant se ek jagah se dusri jagah ki duri janne ke liye aapko bus Google assistant on karna hai aur usse puchna hoga ki Google Jaipur se Delhi kitni dur hai ? To iski jankari Google assistant aapko bahut hi acche se dega ki Jaipur se Delhi kitni dur hai. Car se Delhi jaane mein kitna time lagega, Bike se Delhi jaane mein kitna time lagega sabhi tarah ki jankari Google assistant humko dega.

Humne dekha hai bahut se logon ko rajyo ki rajdhani jaane mein badi hi pareshani aati hai ab isko aap Google assistant ki madad se bhi Jaan sakte hain iske liye aapko sirf Google assistant on karna hai aur Google assistant se puchna hai jaise “Rajasthan ki rajdhani kya hai” is trha puchne par google assistant apko uska jawab btaega ki Rajasthan ki Rajdhani Jaipur hai.

Google assistant ke features kya kya hai ?

  1. Google assistant mai app samachar news ke bare mai jaan sakte hain.
  2. Google assistant se aaj ke match ke bare mein jaan sakte hain ki aaj ke match mein kya hua ?
  3. Google assistant se app Apni personal baten kar sakte hain jo aapko sabhi tarah ki jankari dega Google se sawal kar sakte hain.
  4. Google assistant ki madad se aap message kar sakte hain aap kisi ko call bhi Mila sakte hain.
  5. Google assistant mein bahut hi sare features hai jinko aap bade aaram se sikh sakte hain. Jab aap google assistant ko kaam me lena shuru kar dhoge tab aap khud he dheere dheere isme bahut mahir ho jaoge ki google kitni informations rakhta hai

हमारे लिए मोबाइल फोन सुविधा या असुविधा जाने ? | Mobile Phone Essay Hindi — Click here

you want all google feature now visit siteclick here

--

--